In this article, we read amazing Mirza Ghalib quotes in Urdu. Mirza Ghalib writes amazing thoughts in Urdu about love.So leave me comments after reading these Mirza Ghalib quotes in Urdu. I will give these Mirza Ghalib urdu quotes in this style: first, urdu thoughts in the image, and below the image, we write the roman urdu of his urdu quotes. So let’s move on to the Urdu quotes.
Muhhabat ma nahi hai farq jeena aur mrne ka es ko dekh kr jeeta he just kafir pe dm nikle
محبت میں نہیں ہے فرق جینے اور مرنے کا
اسی کو دیکھ کر جیتے ہیں جس کافر پہ دم نکلے
Ishq ne ghalib ko nikamma Kar Diya Varna Ham bhi the aadami kam ke.
عشق نے غالب کو نیکم کر دیا ورنا ہم بھی تھے آدمی کام
is saadgi pay kon nah mar jaye ae kkhuda
lartay hain aur haath mein talwar bhi nahi
اس سادگی پہ کون نہ مر جائے اے خدا
لڑتے ہیں اور ہاتھ میں تلوار بھی نہیں
hazaron khuwaishe aisi ke har khwahish pay dam niklay
bohat niklay marey armaan lekin phir bhi kam Niklay
ہزاروں خواہشیں ایسی کہ ہر خواہش پہ دم نکلے
بہت نکلے مرے ارمان لیکن پھر بھی کم نکلے
ishhq par zor nahi hai yeh woh aatish غالبؔ
ke lagaye nah lagey aur bujhaye nah banay
عشق پر زور نہیں ہے یہ وہ آتش غالبؔ
کہ لگائے نہ لگے اور بجھائے نہ بنے
ragon mein dorrtay phirnay ke hum nahi qaail
jab aankh hi se nah tapka to phir lahoo kya hai
رگوں میں دوڑتے پھرنے کے ہم نہیں قائل
جب آنکھ ہی سے نہ ٹپکا تو پھر لہو کیا ہے
Ishrat qatra hai darya mein fanaa ho jana
dard ka had se guzarna hai dawa ho jana
عشرت قطرہ ہے دریا میں فنا ہو جانا
درد کا حد سے گزرنا ہے دوا ہو جانا
hum ko un se wafa ki hai umeed
jo nahi jantay wafa kya hai
ہم کو ان سے وفا کی ہے امید
جو نہیں جانتے وفا کیا ہے
ranj se khogar sun-hwa insaa to mit jata hai ranj
Mushkilain mujh par parrin itni ke aasan ho gayeen
رنج سے خوگر ہوا انساں تو مٹ جاتا ہے رنج
مشکلیں مجھ پر پڑیں اتنی کہ آساں ہو گئیں
ishhq se tabiyat ne zeist ka maza paaya
dard ki dawa payi dard be dawa paaya
عشق سے طبیعت نے زیست کا مزا پایا
درد کی دوا پائی درد بے دوا پایا
I hope you enjoyed these amazing mirza ghalib quotes in urdu.